Iss article ko full screen mein dekhne ke liye, iss link par click karein.
Statuses ke mukhtalif types jaaniye |
Olymptrade mein, statuses trading accounts ki classifications hoti hain. Jitna aapka status higher hota hai, utne hi zyada trading privileges milte hain. Aap Starter, Advanced, ya Expert status hasil kar sakte hain.
Starter |
Advanced |
Expert |
Ye status registration ke baad milta hai, jo aapko standard trading conditions ka access deta hai. |
Ye status behtar trading opportunities provide karta hai, |
Sabse highest status aapko best trading conditions, advanced tools, aur bohot se faide deta hai. |
Status upgrade kaise karein? |
Aap apna status Advanced ya Expert tak upgrade kar sakte hain —sirf deposit karke aur Trader’s Way par XP accumulate karke. Aap chahein to Marketplace se status kharid bhi sakte hain. |
![]() |
🤑 Pehladeposit |
Agar aap apne fiat account mein $500 deposit karte hain, to aapko Advanced status milega. Aur agar $2000 deposit karte hain, to aap Expert status hasil kar sakte hain. USDT account ke saath status special price par hasil karein! $100 USDT deposit karke paayein Advanced status, USDT account shuru karne ke liye ye article check karein! |
💹 Trader's Way |
Aap apna status upgrade kar sakte hain Experience Points (XP) earn karke — sirf Trader’s Way par!
Iss video mein Trader’s Way ke baare mein mazeed jaaniye! |
🛒 Status Kharidein |
Aap apna status buy bhi kar sakte hain! Advanced status hasil karein sirf $98/month mein, Expert status milega $399/month ke subscription par
Marketplace ke baare mein mazeed jaanne ke liye, ye article zaroor padhein! |
Status duration |
Ek status activation ke baad 30 din tak valid hota hai. Iss duration ke andar, aap required XP accumulate karke apna status “save” kar sakte hain.
![]() |
Starter status hamesha rehta hai — ye aapke account ka default status hota hai. Advanced status ko save karne ke liye aapko 35,000 XP chahiye. Expert status save karne ke liye 160,000 XP required hoti hai.
Status extend karne ke liye aapko ‘Maintain Status’ reward lena zaroori hai: Advanced status ke liye — Level 8, Expert status ke liye — Level 5. |
Tayyar hain apni trading ko next level par le jaane ke liye? Premium statuses unlock karein aur hasil karein ek ultimate trading experience! 💚
Har status ke faidey jaanne ke liye ye article zaroor padhein.
![]() |
![]() |
![]() |