Iss lekh ko full screen mai padhne ke liye kripya yahaan click kare.
Screen freeze ho gaya, asset menu load nahi ho raha hai? Technical problems ho sakte hain, magar tension mat lijiye! Hum yaha hain taki aap unhe solve karne mein madad karein. |
Browser Samasya: Google Chrome Cache & cookies
Platform ko open karne ke liye Google Chrome ka use kijiye, yeh hamare platform ke sath dusre browsers se jyada compatible hai. | |
Apne browser ki cache aur cookies regularly clear karein. Apne extensions ko yeh link se check kijiye. |
Connection Samasya: Internet speed, VPN |
Apne internet connection ki speed agar 30 Mb/sec ya usse jyada hai, yeh confirm kijiye. Aap apne connection ki speed yeh website par check kar sakte hain. Aap apne Wi-Fi connection ko bhi badalne ki koshish kar sakte hain. Agar aap apne Wi-Fi ko change nahi kar sakte, toh aap apne mobile device ka use kar ke Wi-Fi hotspot set kar sakte hain. Yaha Android aur iPhone ya iPad par kaise karna hai bataya gaya hai. |
🤔 Internet connection badalne se issue solve ho gaya? Wi-Fi provider ke sath trouble ho sakti hai. Agar aisa hai, toh hamen zyada info ki zarurat hai. Is issue ko solve karne mein madad karne ke liye, apne customer support se contact kijiye.
VPN ya virtual private network ek aisi mechanism hai jo aapko apne IP address ko hide karne ki permission deti hai. Yeh programs platform ka performance affect kar sakte hain. Ensure karein ki trading karte waqt sabhi IP-address hiding programs aur VPNs ko off kar dena jaroori hai. Yeh mobile ki setting se bhi off kiya ja sakta hain. |
Device Samasya: Ccleaner & App Reinstallation |
Ek aisi free tool hai jiska use aap apne PC ko easily clean karne, uska speed boost karne aur unwanted files remove karne ke liye kar sakte hain. Iska use apne device ka performance improve karne ke liye ya sirf storage low ho ya virus-infected temporary files delete karke disk space restore karne ke liye kijiye. Isko download karne ke liye yeh link ka use kijiye. | |
Agar aap hamare desktop ya mobile app ke sath koi issue face kar rahe hain, toh apne device mein usko dobara install karne ki koshish kijiye. Jaroorat hai ki aap hamare apps ka sabse recent version official page se download karein: https://olymptrade.com/pages/download/ |
Ab bhi issue persist hai? |
- Issue ka description aur issue hone se pehle aapne kya kiya.
- Aapke paas jo error ya issue hai uska screenshot.
- Aapka device ka model aur brand kya hai?
- Aapka device ka Operating System (OS) kya hai? (Windows, Android, iOS, MacOS)
- Aapke internet connection speed ka screenshot.
Jab aap tayaar hain, to neeche 'Customer Support' par click karke humse sampark karein 👇
Customer Support |
Hamare paas is issue ko investigate karne ke liye aur jankari ki jaroorat ho sakti hai 🔍 Aapke browser's console ya HAR files ke aur screenshots provide karne ke liye taiyaar rahein. Don't worry, ham aapko uske baare mein batayenge!
Agar aapko yeh article helpful laga, toh thumbs up 👍 dena bhoolna mat!