Verification – Shanakht ka Saboot (Proof of Identity)

2 min. readlast update: 07.09.2025

Agar aap yeh article full screen mein dekhna chahtay hain, to iss link par click karen.

Shanakht ka Saboot

 

Aap apna National Identification Document (ID), passport, ya driving license upload kar sakte hain. Document mein aapka full name, date of birth, document number, aur photo clearly nazar aani chahiye.

Aapka ID card, passport, ya driver’s license valid hona chahiye (expired nahi hona chahiye).

 

Tips aur Tricks

🔍 Clear photo

Aap apne original ID ki clear photo ya scan upload kar sakte hain. Screenshot, electronic documents, ya document ki copies accept nahi ki jaayein gi.

⏰ Haal hi ki photo 

Aapke document ki photo ya scan 2 hafton se zyada purani nahi honi chahiye. Hum yeh recommend karte hain ke aap upload karne se thodi der pehle hi photo lein.

📃 Asal documents

Meherbani karke apne original document ki photo ya scan upload karein — kisi bhi tarah ki physical ya digital editing ke bina.

✅ Bila Nuqs

  • Yeh ensure karein ke aapka document scratch, daag ya phata hua na ho.
  • Photo ya scan mein document ke tamam corners clearly nazar aane chahiyein.
  • Photo aise time par na lein jab usmein glare (reflection) nazar aa rahi ho.
Yahan aik misaal hai: 
National Identity Card (Qaumi Shanakhti Card)

Pakistan Id Card Pic

Agar yeh article aapko helpful laga ho, to 👍 zaroor dena!  

Was this article helpful?