Verification ki prakriya - Address ka verification

2 min. readlast update: 10.15.2024

Iss link ke maadad se aap isse puri screen par dekh sakte hai. 

Address ka verification

Aap apne address ko verify verification form me Geolocation ko acivate karke kar sakte he. Kripya check kare is tarah ap verify kar sakte he : 

  • Verification form me 'Allow Access' per click kare aur apna Geolocation activate kare taaki apka current residence ki jaankari confirm ho. 
  • Jaise h apka location confirm hoga ap apne desh ka Naam dekh payenge.  

Iske alawa, aap apne address ko verify karne ke liye apna pura naam, vartmaan address aur document jaare karne ke taarekh ke saath neeche diye gaye documents mai se koi bhi upload kar sakte hai:

  • Aapka ID card jaha aapka pura address likha ho. 
  • Bank statement
  • Tax bill aur Tax return
  • Internet, TV, Telephone, aur Utility bill
  • Ghar ke registration ke paper

Aapko dhyaan rakhna hoga ke yeh documents 3 mahine se zyada purana na ho.

 

Tips & Tricks

⏰ Haal hi ka photo 

Aapke documents ke photo ya scan mai isse liye hui 2 week se kaam ka samay hona chaiye. Hum esse upload karne se theek phle tasveer lene ki salaha dete hai.  

💯 Sabhi janakari

Aap isska dhyaan rakhe ke aapke documents mai aapka pura naam, address aur documents jaare karne ke taarekh shaamil hai. Yaad rakhe ke documents 3 mahine se kaam purana hona chahiye.

📃 Original documents

Kripya bina kisi physical ya digital badlav kiye aapne original document ka ek photo ya scan upload kare.

✅ Alag documents

Yaadi aap aapna address verification karne ke liye aapne ID document ka upyog karna chaate hai toh aapko aapne ID ke proof mai ek alag document upload karna chahiye. 

Aap iss link se aapne ID verify karne ke liye vikalp aur sujhaav dekh sakte hai.  

 

Yaha kuch udaharan diye gaye hai:
Electricity bill

Bank Statement

Municipal tax bill

Gas bill

Yadi aapko yeh janakari pasan aaye toh “👍!” dena na bhulein.  

 

Was this article helpful?