Iss article ko full screen mein dekhne ke liye, iss link par click karein.
Deposit kaise karein? |
Aapka deposit sirf 1 ghantay ke andar aapke account mein credit ho jaye ga.
|
![]() |
Aap Visa, Mastercard, aur JCB bank cards ke zariye deposit kar sakte hain jo hamare kisi bhi supported country mein issue hue hon. Aap Apple Pay aur Google Pay mein registered cards bhi use kar sakte hain. |
Tips aur Tricks |
Yeh make sure karein ke aapka OTP ya 3DS enabled ho. One-time password ek aisa code hota hai jo sirf ek transaction ke liye valid hota hai. Apni bank se contact karein taake confirm ho jaye ke yeh aapke card ke liye enabled hai. | ![]() |
Apna card data check karein ke sahi tarah enter hua ho:
|
![]() |
Kabhi kabhi aapko verification se guzarna pad sakta hai jab aap ek hi card baar baar use karte hain ya 24 ghanton ke andar 3 se zyada cards use karte hain. Visa card ke zariye deposit karne ke liye, aapko apna trading account verify karna zaroori hota hai. Verification process ke baare mein mazeed yahan parhiye. |
![]() |
Deposit errors kaise handle karein |
Aksar deposit errors 15 minutes rukne ya kuch basic troubleshooting karne se solve ho jaate hain. Uske baad aap dobara try kar sakte hain.
Apni bank se confirm karein ke kya aapka card international transactions aur online payments ke liye use ho sakta hai. Deposit amount change karein. Yaad rakhein:
Yeh check karein ke aapka card us country mein issue hua ho jo platform ke zariye supported hai — yahan check karein. Agar aap pehle bhi wahi card use kar chuke hain, to one-click payment service se unsubscribe karke dobara card data enter karein. Aakhri kuch dino mein declined deposits ka review karein.
|
👍 Agar yeh article aapko helpful laga ho to thumbs up zaroor dein!